Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne kya begane kya the

Mian Waqar ul Islam

apne kya begane kya the

Mian Waqar ul Islam

MORE BYMian Waqar ul Islam

    apne kyā begāne kyā the

    rishtoñ ke paimāne kyā the

    albele vo zamāne kyā the

    ḳhāmoshī ke tarāne kyā the

    dard bhī vo anjāne kyā the

    bin dekhe dīvāne kyā the

    sab kuchh un par nazr kareñge

    hāthoñ meñ nazrāne kyā the

    sham.a ban kar pighal rahe the

    un ke ham parvāne kyā the

    apne kya begane kya the

    rishton ke paimane kya the

    albele wo zamane kya the

    KHamoshi ke tarane kya the

    dard bhi wo anjaane kya the

    bin dekhe diwane kya the

    sab kuchh un par nazr karenge

    hathon mein nazrane kya the

    shama ban kar pighal rahe the

    un ke hum parwane kya the

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now