apni be-mausami si mohabbat ka izhaar kar ke mujhe aise mail na kar
apni be-mausami si mohabbat ka izhaar kar ke mujhe aise mail na kar
Ali Ul-Hasnain
MORE BYAli Ul-Hasnain
apnī be-mausamī sī mohabbat kā iz.hār kar ke mujhe aise maa.il na kar
yaar tū jāntā hai maiñ pahle hī tanhā huuñ so tū mujhe aur tanhā na kar
dekh maiñ jāntā huuñ tire hijr aur vasl ke bhed ko ishq ke ved ko
tū mujhe hijr meñ rakh yā phir vasl meñ haañ magar un ke mābain rusvā na kar
zindagī aur vaqt apne apne ta.iiñ kitne be-rahm haiñ sab ko ma.alūm hai
in ke hāthoñ lage zaḳhm bharne bhī de vaqt be-vaqt ab in ko chheḌā na kar
apni be-mausami si mohabbat ka izhaar kar ke mujhe aise mail na kar
yar tu jaanta hai main pahle hi tanha hun so tu mujhe aur tanha na kar
dekh main jaanta hun tere hijr aur wasl ke bhed ko ishq ke wed ko
tu mujhe hijr mein rakh ya phir wasl mein han magar un ke mabain ruswa na kar
zindagi aur waqt apne apne tain kitne be-rahm hain sab ko malum hai
in ke hathon lage zaKHm bharne bhi de waqt be-waqt ab in ko chheDa na kar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.