Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni mahrumiyon pe rote hain

Syed Mohammad Tajeel Mehdi

apni mahrumiyon pe rote hain

Syed Mohammad Tajeel Mehdi

MORE BYSyed Mohammad Tajeel Mehdi

    apnī mahrūmiyoñ pe rote haiñ

    log samjhe ki raat sote haiñ

    ye 'ajab hai mizāj fitrat

    kāTte vo nahīñ jo bote haiñ

    har na.e din haiñ valvale taaza

    bojh har din purānā Dhote haiñ

    tujh ko nākām log dekhnā the

    aa mujhe dekh aise hote haiñ

    apni mahrumiyon pe rote hain

    log samjhe ki raat sote hain

    ye 'ajab hai mizaj fitrat ka

    kaTte wo nahin jo bote hain

    har nae din hain walwale taza

    bojh har din purana Dhote hain

    tujh ko nakaam log dekhna the

    aa mujhe dekh aise hote hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now