aur saqi pila abhi kya hai
aur saaqī pilā abhī kyā hai
terī sarkār meñ kamī kyā hai
ab faqat is liye hai ye takrār
koī pūchhe tirī ḳhushī kyā hai
ham bhī 'beḳhud' se aaj mil aa.e
ik farishta hai aadmī kyā hai
aur saqi pila abhi kya hai
teri sarkar mein kami kya hai
ab faqat is liye hai ye takrar
koi puchhe teri KHushi kya hai
hum bhi 'beKHud' se aaj mil aae
ek farishta hai aadmi kya hai
- Book : Intekhab-e-Sukhan(Jild-2) (Pg. 176)
- Author : Hasrat Mohani
- Publication : uttar pradesh urdu academy (1983)
- Edition : 1983
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.