Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aur to apni qismat mein kya likkha hai

Navin C. Chaturvedi

aur to apni qismat mein kya likkha hai

Navin C. Chaturvedi

aur to apnī qismat meñ kyā likkhā hai

tere naam maalā japnā likkhā hai

kab tak merā naam chhupā.egī sab se

hiir tire chehre par rāñjhā likkhā hai

agar nahīñ maiñ to phir us naam batā

jis qismat meñ mai-ḳhāna likkhā hai

paḌhne vaale paḌh kar chup ho jaate haiñ

kore-kāġhaz par jaane kyā likkhā hai

koī bhī yug ho koī bhī afsāna

āshiq taqdīr meñ ronā likkhā hai

aur to apni qismat mein kya likkha hai

tere nam ki mala japna likkha hai

kab tak mera nam chhupaegi sab se

hir tere chehre par ranjha likkha hai

agar nahin main to phir us ka nam bata

jis ki qismat mein mai-KHana likkha hai

paDhne wale paDh kar chup ho jate hain

kore-kaghaz par jaane kya likkha hai

koi bhi yug ho koi bhi afsana

aashiq ki taqdir mein rona likkha hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now