baz insan ko ye patthar ka bana deti hai
baa'z insāñ ko ye patthar kā banā detī hai
sab ko fan jiine kā qudrat hī sikhā detī hai
parvarish ġham kī amīroñ ko hī bas hai hāsil
bhuuk ġham saare ġharīboñ ke bhulā detī hai
baḌh ke bachchoñ kī ḳhushī se to use kyā hogā
maañ jo bachchoñ pe ḳhushī apnī luTā detī hai
ba'z insan ko ye patthar ka bana deti hai
sab ko fan jine ka qudrat hi sikha deti hai
parwarish gham ki amiron ko hi bas hai hasil
bhuk gham sare gharibon ke bhula deti hai
baDh ke bachchon ki KHushi se to use kya hoga
man jo bachchon pe KHushi apni luTa deti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.