baadban shaKHs phir pukare tujhe
bādbāñ shaḳhs phir pukāre tujhe
kashtiyoñ se bañdhe kināre tujhe
ek arse se ghar se bāhar shaḳhs
kyā batā.egā ghar ke baare tujhe
kis kī jur.at thī varna fat.h kare
apnī marzī se ham haiñ haare tujhe
tū hai mashrūt is mohabbat meñ
naaz uThāne haiñ ab hamāre tujhe
baadban shaKHs phir pukare tujhe
kashtiyon se bandhe kinare tujhe
ek arse se ghar se bahar shaKHs
kya bataega ghar ke bare tujhe
kis ki jurat thi warna fath kare
apni marzi se hum hain haare tujhe
tu hai mashrut is mohabbat mein
naz uThane hain ab hamare tujhe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.