Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

baam par nazar chamke

Naseem Ajmal

baam par nazar chamke

Naseem Ajmal

MORE BYNaseem Ajmal

    baam par nazar chamke

    koī sahar chamke

    dāstān-e-mahrūmī

    har maqām par chamke

    dasht-e-be-sadā gūñje

    sang be-sharar chamke

    phuul ḳhūñ-bahā māñge

    aañkh be-samar chamke

    dard se sabā chahke

    zaḳhm se sahar chamke

    raushnī meñ tārīkī

    tīrgī meñ sar chamke

    ai adā-e-mahbūbī

    kabhī idhar chamke

    tirā añdherā ho

    aur mirā hunar chamke

    maiñ nahīñ huuñ kyā huuñ maiñ

    kuchh idhar-udhar chamke

    baam par nazar chamke

    ya koi sahar chamke

    dastan-e-mahrumi

    har maqam par chamke

    dasht-e-be-sada gunje

    sang be-sharar chamke

    phul KHun-baha mange

    aankh be-samar chamke

    dard se saba chahke

    zaKHm se sahar chamke

    raushni mein tariki

    tirgi mein sar chamke

    ai ada-e-mahbubi

    tu kabhi idhar chamke

    ya tera andhera ho

    aur mera hunar chamke

    main nahin hun kya hun main

    kuchh idhar-udhar chamke

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now