Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

baqi sab kuchh fani hai

Tariq Rashid Darvesh

baqi sab kuchh fani hai

Tariq Rashid Darvesh

MORE BYTariq Rashid Darvesh

    baaqī sab kuchh faanī hai

    ek vahī lāfānī hai

    sunte rahte haiñ ham sab

    duniyā ek kahānī hai

    sharm-o-hayā sab qisse haiñ

    sūkhā aañkh paanī hai

    sho.ala nahīñ shabnam bhī nahīñ

    bas be-rañg javānī hai

    naġhma koī chheḌo 'darvesh'

    mahfil mahfil vīrānī hai

    baqi sab kuchh fani hai

    ek wahi lafani hai

    sunte rahte hain hum sab

    duniya ek kahani hai

    sharm-o-haya sab qisse hain

    sukha aankh ka pani hai

    shoala nahin shabnam bhi nahin

    bas be-rang jawani hai

    naghma koi chheDo 'darwesh'

    mahfil mahfil virani hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now