baat baDh ke na kar apni auqat se
baat baḌh ke na kar apnī auqāt se
ḳhuub vāqif huuñ maiñ tere hālāt se
be-hayā ko koī baat lagtī nahīñ
baat vaalā hī martā hai bas baat se
maat khāte haiñ aksar vahī jang meñ
kaam lete haiñ jo sirf jazbāt se
baat baDh ke na kar apni auqat se
KHub waqif hun main tere haalat se
be-haya ko koi baat lagti nahin
baat wala hi marta hai bas baat se
mat khate hain aksar wahi jang mein
kaam lete hain jo sirf jazbaat se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.