baat chheDo na koi uske fasane wali
baat chheḌo na koī us ke fasāne vaalī
varna dil ko nahīñ taskīn hai aane vaalī
thak ga.ī aaj chalā.e nahīñ tum ne patthar
mujh ko aadat hai sadā ḳhuuñ meñ nahāne vaalī
phir uThe aaj qadam jānib-e-maqtal mere
ye kashish jaan se pahle nahīñ jaane vaalī
ashk aise na bahāo mirā dil jalne do
aag ye vo nahīñ paanī se bujhāne vaalī
baat chheDo na koi us ke fasane wali
warna dil ko nahin taskin hai aane wali
thak gai aaj chalae nahin tum ne patthar
mujh ko aadat hai sada KHun mein nahane wali
phir uThe aaj qadam jaanib-e-maqtal mere
ye kashish jaan se pahle nahin jaane wali
ashk aise na bahao mera dil jalne do
aag ye wo nahin pani se bujhane wali
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.