baDa jab se gharana ho gaya hai
baḌā jab se gharānā ho gayā hai
ḳhafā saarā zamāna ho gayā hai
huī muddat kiye haiñ zabt motī
nigāhoñ meñ ḳhazāna ho gayā hai
jaḌeñ khodā kiye tā-umr jis kī
shajar vo shāmiyāna ho gayā hai
kareñge ḳharch ab jī bhar ke yaaro
bahut nekī kamānā ho gayā hai
baDa jab se gharana ho gaya hai
KHafa sara zamana ho gaya hai
hui muddat kiye hain zabt moti
nigahon mein KHazana ho gaya hai
jaDen khoda kiye ta-umr jis ki
shajar wo shamiyana ho gaya hai
karenge KHarch ab ji bhar ke yaro
bahut neki kamana ho gaya hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.