Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bahut chhoTa safar hai zindagi ka

Manik Vishwakarma Navrang

bahut chhoTa safar hai zindagi ka

Manik Vishwakarma Navrang

MORE BYManik Vishwakarma Navrang

    bahut chhoTā safar hai zindagī

    muqaddar sham' hai raushnī

    sabhī dil toḌ deñge dekh lenā

    jhamelā paal rakkhe ho sadī

    ḳhushī meñ bhī chhupā hotā hai mātam

    liyā hai lutf kis ne har ḳhushī

    nahīñ ghaTtī mohabbat bāñTne se

    karoge kyā juTā kar dushmanī

    rahegā chāñd jab tak āsmāñ meñ

    tabhī manzar dikhegā chāñdnī

    siyāsatdānoñ meñ kursī ḳhātir

    nasha chaḌhne lagā hai bandagī

    vafā raah meñ bhī aaj 'naurang'

    bharosa kar nahīñ sakte kisī

    bahut chhoTa safar hai zindagi ka

    muqaddar sham' ki hai raushni ka

    sabhi dil toD denge dekh lena

    jhamela pal rakkhe ho sadi ka

    KHushi mein bhi chhupa hota hai matam

    liya hai lutf kis ne har KHushi ka

    nahin ghaTti mohabbat banTne se

    karoge kya juTa kar dushmani ka

    rahega chand jab tak aasman mein

    tabhi manzar dikhega chandni ka

    siyasatdanon mein kursi ki KHatir

    nasha chaDhne laga hai bandagi ka

    wafa ki rah mein bhi aaj 'naurang'

    bharosa kar nahin sakte kisi ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now