Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bahut der se khana khaya tha aaj

Raghunandan Sharma Danish

bahut der se khana khaya tha aaj

Raghunandan Sharma Danish

MORE BYRaghunandan Sharma Danish

    bahut der se khānā khāyā thā aaj

    hamāre ghar meñ valīma thā aaj

    tavajjoh na milne dukh hai bahut

    ziyāda ḳhud ko sañvārā thā aaj

    tumhārī talab ko bhī Thukrā diyā

    koī mujh meñ mere alāva thā aaj

    nahīñ aa.egī niiñd āsānī se

    bahut der apnoñ meñ baiThā thā aaj

    nazar rakhī jā.egī daftar meñ kal

    maiñ ghar lauTte vaqt taaza thā aaj

    bahut der se khana khaya tha aaj

    hamare hi ghar mein walima tha aaj

    tawajjoh na milne ka dukh hai bahut

    ziyaada hi KHud ko sanwara tha aaj

    tumhaari talab ko bhi Thukra diya

    koi mujh mein mere alawa tha aaj

    nahin aaegi nind aasani se

    bahut der apnon mein baiTha tha aaj

    nazar rakhi jaegi daftar mein kal

    main ghar lauTte waqt taza tha aaj

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now