bahut paper pe chhapne hain to Thappa kaT lete hain
bahut paper pe chhapne haiñ to Thappa kaaT lete haiñ
pitā jī mar ga.e haiñ to añgūThā kaaT lete haiñ
mukammal ho nahīñ paayā vo hissa kaaT lete haiñ
kahānī se mohabbat vaalā qissa kaaT lete haiñ
hamāre haath ke poroñ pe koī ghaav kyā detā
hamīñ haiñ ve jo nāḳhūnoñ ko gahrā kaaT lete haiñ
mohabbat ke mahīne ko akele jab nikālā hai
tumhārī zindagī se ye mahīna kaaT lete haiñ
bahut paper pe chhapne hain to Thappa kaT lete hain
pita ji mar gae hain to anguTha kaT lete hain
mukammal ho nahin paya wo hissa kaT lete hain
kahani se mohabbat wala qissa kaT lete hain
hamare hath ke poron pe koi ghaw kya deta
hamin hain we jo naKHunon ko gahra kaT lete hain
mohabbat ke mahine ko akele jab nikala hai
tumhaari zindagi se ye mahina kaT lete hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.