Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ban gaya is liye makin dil ka

Neeraj Naveed

ban gaya is liye makin dil ka

Neeraj Naveed

MORE BYNeeraj Naveed

    ban gayā is liye makīñ dil

    us ne toḌā nahīñ yaqīñ dil

    jaane kyā baat hai huā kyā hai

    kho gayā hai sukūñ kahīñ dil

    zehn iḳhtiyār hai dil par

    'ishq ab kaam nahīñ dil

    yuuñ to duniyā bahut hasīñ hai magar

    dil lage hai kahīñ kahīñ dil

    achchhā hotā ki tum se pahle kaash

    toḌ dete bharam hamīñ dil

    tum bhī chehre pe mar-miTe 'nīraj'

    DhūñDhnā thā koī hasīñ dil

    ban gaya is liye makin dil ka

    us ne toDa nahin yaqin dil ka

    jaane kya baat hai hua kya hai

    kho gaya hai sukun kahin dil ka

    zehn ka iKHtiyar hai dil par

    'ishq ab kaam hi nahin dil ka

    yun to duniya bahut hasin hai magar

    dil lage hai kahin kahin dil ka

    achchha hota ki tum se pahle kash

    toD dete bharam hamin dil ka

    tum bhi chehre pe mar-miTe 'niraj'

    DhunDhna tha koi hasin dil ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now