bazm-e-‘aza bani hui hai bazm-e-zauq-o-zauq
bazm-e-‘aza bani hui hai bazm-e-zauq-o-zauq
Rashid Shahjahanpuri
MORE BYRashid Shahjahanpuri
bazm-e-‘azā banī huī hai bazm-e-zauq-o-zauq
daur-e-nashāt mojib-e-daurān-e-sar hai aaj
mauqūf hai laboñ kī tabassum se rasm-o-rāh
āh-o-fuġhāñ vazīfa-e-shām-o-sahar hai aaj
jab tum hamāre ho na sake ham nahīñ rahe
lo dāstān-e-mehr-o-vafā muḳhtasar hai aaj
bazm-e-‘aza bani hui hai bazm-e-zauq-o-zauq
daur-e-nashat mojib-e-dauran-e-sar hai aaj
mauquf hai labon ki tabassum se rasm-o-rah
aah-o-fughan wazifa-e-sham-o-sahar hai aaj
jab tum hamare ho na sake hum nahin rahe
lo dastan-e-mehr-o-wafa muKHtasar hai aaj
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.