Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-maqsad KHake mubham taswiren hain

Shareef Munawwar

be-maqsad KHake mubham taswiren hain

Shareef Munawwar

MORE BYShareef Munawwar

    be-maqsad ḳhāke mub.ham tasvīreñ haiñ

    kāġhaz par kuchh nā-mālūm lakīreñ haiñ

    ik dariyā meñ uThtī haiñ lākhoñ maujeñ

    ik insāñ hai aur kitnī tasvīreñ haiñ

    achchhā chehra aksar dhokā detā hai

    umda kāġhaz par ghaTiyā tahrīreñ haiñ

    un nazmeñ ḳhuub mire ash.ār fuzūl

    ḳhvāb haiñ yaksāñ alag alag ta.abīreñ haiñ

    ahd-e-hāzir vahshī huuñ mere liye

    na.ī purānī kitnī zanjīreñ haiñ

    be-maqsad KHake mubham taswiren hain

    kaghaz par kuchh na-malum lakiren hain

    ek dariya mein uThti hain lakhon maujen

    ek insan hai aur kitni taswiren hain

    achchha chehra aksar dhoka deta hai

    umda kaghaz par ghaTiya tahriren hain

    un ki nazmen KHub mere ashaar fuzul

    KHwab hain yaksan alag alag tabiren hain

    ahd-e-hazir ka wahshi hun mere liye

    nai purani kitni hi zanjiren hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now