Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bewafa se sawal kya karna

Shabnam Shakeel

bewafa se sawal kya karna

Shabnam Shakeel

MORE BYShabnam Shakeel

    bevafā se savāl kyā karnā

    zindagī ko vabāl kyā karnā

    us yādeñ haiñ us ke hone meñ

    zaḳhm indimāl kyā karnā

    umr shaam hone vaalī hai

    zikr-e-sub.h-e-jamāl kyā karnā

    jaise guzrī guzar jā.egī

    rābtoñ ko bahāl kyā karnā

    ek us ḳhayāl kaafī hai

    har kisī ḳhayāl kyā karnā

    jo bhī milne the dukh mile 'shabnam'

    in dukhoñ malāl kyā karnā

    bewafa se sawal kya karna

    zindagi ko wabaal kya karna

    us ki yaaden hain us ke hone mein

    zaKHm ka indimal kya karna

    umr ki sham hone wali hai

    zikr-e-subh-e-jamal kya karna

    jaise guzri guzar hi jaegi

    rabton ko bahaal kya karna

    ek us ka KHayal kafi hai

    har kisi ka KHayal kya karna

    jo bhi milne the dukh mile 'shabnam'

    in dukhon ka malal kya karna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now