bhigne ki shadid KHwahish hai
bhīgne kī shadīd ḳhvāhish hai
band kamra hai tez bārish hai
har kisī ko junūñ nahīñ miltā
ye kisī shaḳhs kī navāzish hai
aise mamnūniyat se jī rahā huuñ
zindagī yā koī sifārish hai
chhoḌ dī naav bahte paanī meñ
ye mirī pahlī pahlī kāvish hai
bhigne ki shadid KHwahish hai
band kamra hai tez barish hai
har kisi ko junun nahin milta
ye kisi shaKHs ki nawazish hai
aise mamnuniyat se ji raha hun
zindagi ya koi sifarish hai
chhoD di naw bahte pani mein
ye meri pahli pahli kawish hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.