Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bosa us but ki jabin ka liya chandan ho kar

Qamrun Jan Mushtari

bosa us but ki jabin ka liya chandan ho kar

Qamrun Jan Mushtari

MORE BYQamrun Jan Mushtari

    bosa us but jabīñ liyā chandan ho kar

    huā ham-dosh maiñ zunnār-e-barahman ho kar

    barsā karte haiñ judā.ī meñ tirī barsoñ tak

    abr-e-dīda kabhī bhādoñ kabhī sāvan ho kar

    gorā ruḳh bose se niilā huā aur ġhaiz se surḳh

    nastaran ban gayā laala gul-e-sausan ho kar

    dastaras na sakā jab kabhī Dhab se haihāt

    pahuñchā dil sā.id-e-mahbūb meñ kañgan ho kar

    dostī dil-e-hamdard ne bedard se aah

    dushmanī dost ne 'mushtarī' dushman ho kar

    bosa us but ki jabin ka liya chandan ho kar

    hua ham-dosh main zunnar-e-barahman ho kar

    barsa karte hain judai mein teri barson tak

    abr-e-dida kabhi bhadon kabhi sawan ho kar

    gora ruKH bose se nila hua aur ghaiz se surKH

    nastaran ban gaya lala gul-e-sausan ho kar

    dastaras pa na saka jab kabhi Dhab se haihat

    pahuncha dil said-e-mahbub mein kangan ho kar

    dosti ki dil-e-hamdard ne bedard se aah

    dushmani dost ne ki 'mushtari' dushman ho kar

    Source :
    • Book : غزل اس نے چھیڑی (Pg. 73)
    • Publication : ریختہ بکس بی۔37،سیکٹر۔1،نوئیڈا (2017)
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now