Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bujhte hue shoalon ko hua kyun nahin dete

Shah Ji Ali

bujhte hue shoalon ko hua kyun nahin dete

Shah Ji Ali

MORE BYShah Ji Ali

    bujhte hue sho.aloñ ko huā kyuuñ nahīñ dete

    phir aa ke hameñ yaar rulā kyuuñ nahīñ dete

    ruuTh chalo mujh se to TuuT ke barso

    har roz jhagḌā hai chukā kyuuñ nahīñ dete

    shāyad ki malā.ek tirī nusrat ko utar aa.eñ

    fariyād se phir arsh hilā kyuuñ nahīñ dete

    har roz faaqa hai mashaqqat se kaTegā

    rote hue bachchoñ ko sulā kyuuñ nahīñ dete

    vahshat ke galī kūchoñ meñ taar us ridā hai

    so.e hue insāñ ko jagā kyuuñ nahīñ dete

    bujhte hue shoalon ko hua kyun nahin dete

    phir aa ke hamein yar rula kyun nahin dete

    ya ruTh chalo mujh se to ya TuT ke barso

    har roz ka jhagDa hai chuka kyun nahin dete

    shayad ki malaek teri nusrat ko utar aaen

    fariyaad se phir arsh hila kyun nahin dete

    har roz ka faqa hai mashaqqat se kaTega

    rote hue bachchon ko sula kyun nahin dete

    wahshat ke gali kuchon mein tar us ki rida hai

    soe hue insan ko jaga kyun nahin dete

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now