Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chand ke sath jab wo chalta tha

Rana Usman Ahaamir

chand ke sath jab wo chalta tha

Rana Usman Ahaamir

MORE BYRana Usman Ahaamir

    chāñd ke saath jab vo chaltā thā

    aks tālāb se ubhartā thā

    yaar auroñ baat kartā thā

    rañg tasvīr meñ badaltā thā

    jo tirī hasratoñ pe hañstā thā

    vo mirī bebasī pe rotā thā

    band kamre meñ jab Tahaltā thā

    aks dīvār se nikaltā thā

    sāmne se kahāñ guzartā thā

    vo jo vāraftagī se miltā thā

    peḌ saañs bhī akhartā thā

    jab parinda uḌaan bhartā thā

    chand ke sath jab wo chalta tha

    aks talab se ubharta tha

    yar auron ki baat karta tha

    rang taswir mein badalta tha

    jo teri hasraton pe hansta tha

    wo meri bebasi pe rota tha

    band kamre mein jab Tahalta tha

    aks diwar se nikalta tha

    samne se kahan guzarta tha

    wo jo waraftagi se milta tha

    peD ka sans bhi akharta tha

    jab parinda uDan bharta tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now