chand us raat bhi nikla tha magar us ka wajud
Interesting Fact
6 September 1965
chāñd us raat bhī niklā thā magar us kā vajūd
itnā ḳhūñ-rañg thā jaise kisī ma.asūm kī laash
taare us raat bhī chamke the magar is Dhab se
jaise kaT jaa.e koī jism-e-hasīñ qāsh-ba-qāsh
itnī bechain thī us raat mahak phūloñ kī
jaise maañ jis ko ho kho.e hue bachche kī talāsh
peḌ chīḳh uThte the amvāj-e-havā kī zad meñ
nok-e-shamshīr kī mānind thī jhoñkoñ kī talāsh
chand us raat bhi nikla tha magar us ka wajud
itna KHun-rang tha jaise kisi masum ki lash
tare us raat bhi chamke the magar is Dhab se
jaise kaT jae koi jism-e-hasin qash-ba-qash
itni bechain thi us raat mahak phulon ki
jaise man jis ko ho khoe hue bachche ki talash
peD chiKH uThte the amwaj-e-hawa ki zad mein
nok-e-shamshir ki manind thi jhonkon ki talash
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.