Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chaunk uThe aql wale ye kya kah diya

Maya Khanna Raje Barelvi

chaunk uThe aql wale ye kya kah diya

Maya Khanna Raje Barelvi

MORE BYMaya Khanna Raje Barelvi

    chauñk uThe aql vaale ye kyā kah diyā

    husn ko maiñ ne apnā ḳhudā kah diyā

    nūr-e-dil se hai raushan jahān-e-vafā

    dil ko maiñ ne charāġh-e-vafā kah diyā

    phuul muskā.e kaliyoñ ne añgḌā.ī

    ai nasīm-e-sahar ne kyā kah diyā

    maiñ ne dil meñ koī baat rakkhī nahīñ

    maiñ ne har baat ko barmalā kah diyā

    merī rūdād-e-ġham khā ga.ī hai mujhe

    sunñe vāloñ ne to vāh-vā kah diyā

    log le jā.eñge sū-e-dār-o-rasan

    ham ne dil agar mudda.ā kah diyā

    apnā sheva rahā 'rāje' kyā sādgī

    ham ne un jafā ko vafā kah diyā

    chaunk uThe aql wale ye kya kah diya

    husn ko main ne apna KHuda kah diya

    nur-e-dil se hai raushan jahan-e-wafa

    dil ko main ne charagh-e-wafa kah diya

    phul muskae kaliyon ne angDai li

    ai nasim-e-sahar tu ne kya kah diya

    main ne dil mein koi baat rakkhi nahin

    main ne har baat ko barmala kah diya

    meri rudad-e-gham kha gai hai mujhe

    sunne walon ne to wah-wa kah diya

    log le jaenge su-e-dar-o-rasan

    hum ne dil ka agar muddaa kah diya

    apna shewa raha 'raje' kya sadgi

    hum ne un ki jafa ko wafa kah diya

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now