Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chehron pe ab naqab kahin hai kahin nahin

Mardan Ali Khan Nishat

chehron pe ab naqab kahin hai kahin nahin

Mardan Ali Khan Nishat

MORE BYMardan Ali Khan Nishat

    chehroñ pe ab naqāb kahīñ hai kahīñ nahīñ

    sharm-o-hayā hijāb kahīñ hai kahīñ nahīñ

    halchal machī kahīñ hai kahīñ par jumūd hai

    vo shor-e-inqalāb kahīñ hai kahīñ nahīñ

    us husn-e-tez-gām tasvīr kyā bane

    jo husn mahv-e-ḳhvāb kahīñ hai kahīñ nahīñ

    kitne shabāb Dhal ga.e fikr-e-ma.āsh meñ

    ra.anā.ī-e-shabāb kahīñ hai kahīñ nahīñ

    ye faiz ahl-e-dil duāoñ hai 'nishāt'

    halkā jo azaab kahīñ hai kahīñ nahīñ

    chehron pe ab naqab kahin hai kahin nahin

    sharm-o-haya hijab kahin hai kahin nahin

    halchal machi kahin hai kahin par jumud hai

    wo shor-e-inqalab kahin hai kahin nahin

    us husn-e-tez-gam ki taswir kya bane

    jo husn mahw-e-KHwab kahin hai kahin nahin

    kitne shabab Dhal gae fikr-e-maash mein

    ranai-e-shabab kahin hai kahin nahin

    ye faiz ahl-e-dil ki duaon ka hai 'nishat'

    halka sa jo azab kahin hai kahin nahin

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now