Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chhoDen ana ko hum to teri justuju karen

Qadir Siddiqi

chhoDen ana ko hum to teri justuju karen

Qadir Siddiqi

MORE BYQadir Siddiqi

    chhoḌeñ anā ko ham to tirī justujū kareñ

    paḌhnī hai gar namāz to pahle vuzū kareñ

    karne ko dil baat kareñ sab se ham magar

    vo dil kahāñ se laa.eñ tire rū-ba-rū kareñ

    milne lutf jab hai ki vo hoñ hamīñ meñ gum

    karne ko ham talāsh unheñ kū-ba-kū kareñ

    kyoñ us jafā-shi.ār se chheḌeñ vafā baat

    kyoñ zikr tishnagī lab-e-ābjū kareñ

    aisoñ se hoshyār raheñ 'qādir' aap bhī

    jo tum banā.eñ aap ko aur tum ko kareñ

    chhoDen ana ko hum to teri justuju karen

    paDhni hai gar namaz to pahle wuzu karen

    karne ko dil ki baat karen sab se hum magar

    wo dil kahan se laen tere ru-ba-ru karen

    milne ka lutf jab hai ki wo hon hamin mein gum

    karne ko hum talash unhen ku-ba-ku karen

    kyon us jafa-shiar se chheDen wafa ki baat

    kyon zikr tishnagi ka lab-e-abju karen

    aison se hoshyar rahen 'qadir' aap bhi

    jo tum banaen aap ko aur tum ko tu karen

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now