Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chhupa hua wo payambar talash karta hun

Shri Kumar Shri

chhupa hua wo payambar talash karta hun

Shri Kumar Shri

MORE BYShri Kumar Shri

    chhupā huā vo payambar talāsh kartā huuñ

    maiñ ḳhud ko ḳhud meñ aksar talāsh kartā huuñ

    jahāñ meñ terā maiñ paikar talāsh kartā huuñ

    larazte hoñToñ ke manzar talāsh kartā huuñ

    bhaTak gayā thā jahāñ maiñ vahīñ to huuñ ab bhī

    haañ maiñ rastoñ pe rahbar talāsh kartā huuñ

    tujhe bhulāne koshish ke baa'd ab phir se

    maiñ tere phone number talāsh kartā huuñ

    chhupa hua wo payambar talash karta hun

    main KHud ko KHud mein hi aksar talash karta hun

    jahan mein tera main paikar talash karta hun

    larazte honTon ke manzar talash karta hun

    bhaTak gaya tha jahan main wahin to hun ab bhi

    ji han main raston pe rahbar talash karta hun

    tujhe bhulane ki koshish ke ba'd ab phir se

    main tere phone ka number talash karta hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now