chir kar sine ko rakh de gar na pae gham-gusar
chiir kar siine ko rakh de gar na paa.e ġham-gusār
dil kī bāteñ dil hī se koī bayāñ kab tak kare
mubtalā-e-dard hone kī ye lazzat dekhiye
qissa-e-ġham ho kisī kā dil mirā dhak dhak kare
sab kī qismat ik na ik din jāgtī hai haañ bajā
zindagī kyuuñ kar guzāre vo jo is meñ shak kare
chir kar sine ko rakh de gar na pae gham-gusar
dil ki baaten dil hi se koi bayan kab tak kare
mubtala-e-dard hone ki ye lazzat dekhiye
qissa-e-gham ho kisi ka dil mera dhak dhak kare
sab ki qismat ek na ek din jagti hai han baja
zindagi kyun kar guzare wo jo is mein shak kare
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.