dam-ba-dam ek sath baiThe hain
dam-ba-dam ek saath baiThe haiñ
phir bhī kam ek saath baiThe haiñ
sirf tasvīr rah ga.ī baaqī
jis meñ ham ek saath baiThe haiñ
kyā ta.ajjub ki merī turbat par
do sanam ek saath baiThe haiñ
tū yahāñ paañv dhar nahīñ saktā
tere ġham ek saath baiThe haiñ
guftugū hai kanā.iyoñ meñ husn
sab ajam ek saath baiThe haiñ
dam-ba-dam ek sath baiThe hain
phir bhi kam ek sath baiThe hain
sirf taswir rah gai baqi
jis mein hum ek sath baiThe hain
kya tajjub ki meri turbat par
do sanam ek sath baiThe hain
tu yahan panw dhar nahin sakta
tere gham ek sath baiThe hain
guftugu hai kanaiyon mein husn
sab ajam ek sath baiThe hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.