Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dar-ba-dar jaun ye kahan mumkin

Mazhar Abbas

dar-ba-dar jaun ye kahan mumkin

Mazhar Abbas

MORE BYMazhar Abbas

    dar-ba-dar jā.ūñ ye kahāñ mumkin

    maiñ bikhar jā.ūñ ye kahāñ mumkin

    mujh se hogī yazīd bai.at

    martā mar jā.ūñ ye kahāñ mumkin

    ishq meñ bevafā.ī ilzām

    tujh pe dhar jā.ūñ ye kahāñ mumkin

    aaj un se hai vasl va.ada

    aaj mar jā.ūñ ye kahāñ mumkin

    sab jidhar rahe huuñ ai 'maz.har'

    maiñ udhar jā.ūñ ye kahāñ mumkin

    dar-ba-dar jaun ye kahan mumkin

    main bikhar jaun ye kahan mumkin

    mujh se hogi yazid ki baiat

    marta mar jaun ye kahan mumkin

    ishq mein bewafai ka ilzam

    tujh pe dhar jaun ye kahan mumkin

    aaj un se hai wasl ka wada

    aaj mar jaun ye kahan mumkin

    sab jidhar ja rahe hun ai 'mazhar'

    main udhar jaun ye kahan mumkin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now