Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard sahti huin guni aankhen

Zarrin Munavvar

dard sahti huin guni aankhen

Zarrin Munavvar

MORE BYZarrin Munavvar

    dard sahtī huiiñ gunī āñkheñ

    kis ne dīvār meñ chunī āñkheñ

    log āñkhoñ meñ ḳhvāb bunte haiñ

    ham ne ik ḳhvāb meñ bunī āñkheñ

    tum ne kuchh der un ko dekhā bas

    ham ne to der tak sunī āñkheñ

    aks ġhairoñ un meñ dekhā to

    haa.e kitnā jalī-bhunī āñkheñ

    dard sahti huin guni aankhen

    kis ne diwar mein chuni aankhen

    log aankhon mein KHwab bunte hain

    hum ne ek KHwab mein buni aankhen

    tum ne kuchh der un ko dekha bas

    hum ne to der tak suni aankhen

    aks ghairon ka un mein dekha to

    hae kitna jali-bhuni aankhen

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now