Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dasht-o-sahra mein aab aana hai

Jaani Lakhnavi

dasht-o-sahra mein aab aana hai

Jaani Lakhnavi

MORE BYJaani Lakhnavi

    dasht-o-sahrā meñ aab aanā hai

    yā'nī koī sarāb aanā hai

    roz ye soch kar maiñ sotā huuñ

    aaj to us ḳhvāb aanā hai

    mujh ko mā'lūm hai mirī qismat

    mere hisse 'azāb aanā hai

    ab maiñ jo chāhe pūchh luuñ us se

    qabr se kyā javāb aanā hai

    dasht-o-sahra mein aab aana hai

    ya'ni koi sarab aana hai

    roz ye soch kar main sota hun

    aaj to us ka KHwab aana hai

    mujh ko ma'lum hai meri qismat

    mere hisse 'azab aana hai

    ab main jo chahe puchh lun us se

    qabr se kya jawab aana hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now