dekho yahan na raat karo main nashe mein hun
dekho yahāñ na raat karo maiñ nashe meñ huuñ
kuchh ho na jaa.e yaar suno maiñ nashe meñ huuñ
har ek mai-kade kā yahāñ ek sā hai haal
har shaḳhs kah rahā hai suno maiñ nashe meñ huuñ
pūchhūñgā aa ke hosh meñ har baat aap se
jo kuchh bakūñ vo yaad rakho maiñ nashe meñ huuñ
Tokā agar to hogī vahī ibtidā se baat
chup-chāp merī baat suno maiñ nashe meñ huuñ
dekho yahan na raat karo main nashe mein hun
kuchh ho na jae yar suno main nashe mein hun
har ek mai-kade ka yahan ek sa hai haal
har shaKHs kah raha hai suno main nashe mein hun
puchhunga aa ke hosh mein har baat aap se
jo kuchh bakun wo yaad rakho main nashe mein hun
Toka agar to hogi wahi ibtida se baat
chup-chap meri baat suno main nashe mein hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.