Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diwaron mein dar rakhte hain

Shareef Munawwar

diwaron mein dar rakhte hain

Shareef Munawwar

MORE BYShareef Munawwar

    Interesting Fact

    (August 1978)

    dīvāroñ meñ dar rakhte haiñ

    raushan har manzar rakhte haiñ

    sej sajāte haiñ phūloñ

    kāñToñ bistar rakhte haiñ

    apne andar sau hangāme

    gum gum bām-o-dar rakhte haiñ

    dīvāreñ haiñ qadam qadam par

    jis bastī meñ ghar rakhte haiñ

    kuchh bhī hoñ chīzoñ shakleñ

    ham bhī ek nazar rakhte haiñ

    garmī sardī andāza

    be-ghar behtar rakhte haiñ

    apnī ḳhaak meñ ham bhī kyā kyā

    patte phuul shajar rakhte haiñ

    diwaron mein dar rakhte hain

    raushan har manzar rakhte hain

    sej sajate hain phulon ki

    kanTon ka bistar rakhte hain

    apne andar sau hangame

    gum gum baam-o-dar rakhte hain

    diwaren hain qadam qadam par

    jis basti mein ghar rakhte hain

    kuchh bhi hon chizon ki shaklen

    hum bhi ek nazar rakhte hain

    garmi sardi ka andaza

    be-ghar hi behtar rakhte hain

    apni KHak mein hum bhi kya kya

    patte phul shajar rakhte hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now