Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dikha hai hur ka jab se shabab kabe mein

Mubashshir Ali Zaidi

dikha hai hur ka jab se shabab kabe mein

Mubashshir Ali Zaidi

MORE BYMubashshir Ali Zaidi

    dikhā hai huur jab se shabāb ka.abe meñ

    bahut se log hue haiñ ḳharāb ka.abe meñ

    harām hai jo kahīñ lutf ke aayā ho

    harām jab se huī hai sharāb ka.abe meñ

    tavāf kar ke thakan se jo chuur chuur hue

    hameñ dikhā.ī diyā but ḳhvāb ka.abe meñ

    kahāñ pe karte haiñ āshiq tavāf gin gin ke

    ḳhudā ke vāste mat kar hisāb ka.abe meñ

    agar kaho to kareñge tavāf tuur ham

    vagarna ruḳh se ulaT do naqāb ka.abe meñ

    ḳhudā shukr ki ilhād himāyat meñ

    ḳhudā ne ham pe utārī kitāb ka.abe meñ

    dikha hai hur ka jab se shabab kabe mein

    bahut se log hue hain KHarab kabe mein

    haram hai jo kahin lutf pi ke aaya ho

    haram jab se hui hai sharab kabe mein

    tawaf kar ke thakan se jo chur chur hue

    hamein dikhai diya but ka KHwab kabe mein

    kahan pe karte hain aashiq tawaf gin gin ke

    KHuda ke waste mat kar hisab kabe mein

    agar kaho to karenge tawaf tur ka hum

    wagarna ruKH se ulaT do naqab kabe mein

    KHuda ka shukr ki ilhad ki himayat mein

    KHuda ne hum pe utari kitab kabe mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now