dil ba-az-kaba hai yaran jubba-sai chahiye
dil ba-az-kaba hai yaran jubba-sai chahiye
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
MORE BYGulam Yahya Huzur Azimabadi
dil ba-az-kāba hai yārāñ jubba-sā.ī chāhiye
hai ḳhudā kā ghar yahī lekin safā.ī chāhiye
dād-e-haq dekhā to mutlaq niiñ hai muhtāj-e-savāl
hai vahāñ baḳhshish hī baḳhshish be-navā.ī chāhiye
yaar kī nā-mehrbānī par na kiije kuchh ḳhayāl
jo haiñ mahbūb un ke ta.iiñ be-e'tinā.ī chāhiye
apne hī ghar meñ ḳhudā.ī hai jo koī samjhe 'huzūr'
haañ magar qaid-e-ḳhudī se Tuk rihā.ī chāhiye
dil ba-az-kaba hai yaran jubba-sai chahiye
hai KHuda ka ghar yahi lekin safai chahiye
dad-e-haq dekha to mutlaq nin hai muhtaj-e-sawal
hai wahan baKHshish hi baKHshish be-nawai chahiye
yar ki na-mehrbani par na kije kuchh KHayal
jo hain mahbub un ke tain be-e'tinai chahiye
apne hi ghar mein KHudai hai jo koi samjhe 'huzur'
han magar qaid-e-KHudi se Tuk rihai chahiye
- Dewan-e-Huzoor (E-Book)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.