dil-e-nadan ko ho qarar nahin
dil-e-nādāñ ko ho qarār nahīñ
par mujhe terā intizār nahīñ
bhar ga.e zaḳhm sil gayā dāman
aañkh bhī dekho ashk-bār nahīñ
kis jagah jaa.eñ kis se baat kareñ
apnā koī bhī ġham-gusār nahīñ
itne paa.e haiñ dostī meñ fareb
ab kisī kā bhī e'tibār nahīñ
dil-e-nadan ko ho qarar nahin
par mujhe tera intizar nahin
bhar gae zaKHm sil gaya daman
aankh bhi dekho ashk-bar nahin
kis jagah jaen kis se baat karen
apna koi bhi gham-gusar nahin
itne pae hain dosti mein fareb
ab kisi ka bhi e'tibar nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.