Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ke kahne pe main chala hi nahin

Navak Lakhnavi

dil ke kahne pe main chala hi nahin

Navak Lakhnavi

MORE BYNavak Lakhnavi

    dil ke kahne pe maiñ chalā nahīñ

    ishq chaal meñ phañsā nahīñ

    is girānī meñ ishq ko TaTolā

    laakh piiTā magar chalā nahīñ

    jis tarah maiñ luTā javānī meñ

    yuuñ koī aaj tak luTā nahīñ

    aaj saarī akaḌ nikal jaatī

    koī ġhunda hameñ milā nahīñ

    kal jo kahte the ġhair ko andhā

    aaj ḳhud un ko sūjhtā nahīñ

    in adāoñ pe mar ga.e lākhoñ

    un ke nazdīk kuchh huā nahīñ

    dil ke kahne pe main chala hi nahin

    ishq ki chaal mein phansa hi nahin

    is girani mein ishq ko TaTola

    lakh piTa magar chala hi nahin

    jis tarah main luTa jawani mein

    yun koi aaj tak luTa hi nahin

    aaj sari akaD nikal jati

    koi ghunda hamein mila hi nahin

    kal jo kahte the ghair ko andha

    aaj KHud un ko sujhta hi nahin

    in adaon pe mar gae lakhon

    un ke nazdik kuchh hua hi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now