dil ki har baat zamane se chhupae rakhna
dil kī har baat zamāne se chhupā.e rakhnā
'ishq ko tohmat-e-bejā se bachā.e rakhnā
māñgne vaale ḳhudā ke liye māyūs na ho
haath uThā.e haiñ du'ā ko to uThā.e rakhnā
log kahte haiñ tumheñ bhī hai mohabbat mujh se
iltijā hai ki mirī baat banā.e rakhnā
dil ki har baat zamane se chhupae rakhna
'ishq ko tohmat-e-beja se bachae rakhna
mangne wale KHuda ke liye mayus na ho
hath uThae hain du'a ko to uThae rakhna
log kahte hain tumhein bhi hai mohabbat mujh se
iltija hai ki meri baat banae rakhna
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.