dil kī tafhīm kā mo.āmla thā
ham ko darpesh aisā mas.ala thā
ham ne tadbīr kuchh kiyā huā thā
aur muqaddar ajiib silsila thā
nāz-parvar tirī suhūlat ko
dil ko terā banāyā mashġhala thā
rang-āvar the lamhe jīvan ke
koī jannat kā jaise dar khulā thā
haath par lafz the 'duā' ke idhar
paañv meñ saañs letā aabla thā
dil ki tafhim ka moamla tha
hum ko darpesh aisa masala tha
hum ne tadbir kuchh kiya hua tha
aur muqaddar ajib silsila tha
naz-parwar teri suhulat ko
dil ko tera banaya mashghala tha
rang-awar the lamhe jiwan ke
koi jannat ka jaise dar khula tha
hath par lafz the 'dua' ke idhar
panw mein sans leta aabla tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.