Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein gar raushni nahin hogi

Khwaja Ghulamussyedain Rabbani

dil mein gar raushni nahin hogi

Khwaja Ghulamussyedain Rabbani

MORE BYKhwaja Ghulamussyedain Rabbani

    dil meñ gar raushnī nahīñ hogī

    sher meñ zindagī nahīñ hogī

    aap bhī ho chale haiñ jāh-pasand

    aap se dostī nahīñ hogī

    ḳhvāhisheñ sab nikāl diiñ dil se

    ab to sharmindagī nahīñ hogī

    aap aivān meñ bhī kuchh na kaheñ

    yuuñ numā.indagī nahīñ hogī

    dil mein gar raushni nahin hogi

    sher mein zindagi nahin hogi

    aap bhi ho chale hain jah-pasand

    aap se dosti nahin hogi

    KHwahishen sab nikal din dil se

    ab to sharmindagi nahin hogi

    aap aiwan mein bhi kuchh na kahen

    yun numaindagi nahin hogi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now