Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein hazar umangon ke daftar liye hue

Musavvir Lakhnavi

dil mein hazar umangon ke daftar liye hue

Musavvir Lakhnavi

MORE BYMusavvir Lakhnavi

    dil meñ hazār umangoñ ke daftar liye hue

    kuuze meñ aadmī hai samundar liye hue

    sīm-o-zar-o-javāhir-o-gauhar liye hue

    ahl-e-havas pahāḌ haiñ sar par liye hue

    dīvār-o-dar hai jis meñ na saa.e naam hai

    ham phir rahe haiñ dasht meñ vo ghar liye hue

    is daur ke javānoñ ko kyā dars dījiye

    aksar haiñ āstīnoñ meñ ḳhanjar liye hue

    ik phuul maiñ ne pheñkā thā us taraf jo kal

    ab vo hai merī taak meñ patthar liye hue

    dil mein hazar umangon ke daftar liye hue

    kuze mein aadmi hai samundar liye hue

    sim-o-zar-o-jawahir-o-gauhar liye hue

    ahl-e-hawas pahaD hain sar par liye hue

    diwar-o-dar hai jis mein na sae ka nam hai

    hum phir rahe hain dasht mein wo ghar liye hue

    is daur ke jawanon ko kya dars dijiye

    aksar hain aastinon mein KHanjar liye hue

    ek phul main ne phenka tha us ki taraf jo kal

    ab wo hai meri tak mein patthar liye hue

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now