Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein kitni wahshat pali ja sakti hai

Iliyas Babar Aawan

dil mein kitni wahshat pali ja sakti hai

Iliyas Babar Aawan

dil meñ kitnī vahshat paalī saktī hai

beach koī raah nikālī saktī hai

tere chhoTe se dil meñ maiñ kyā ā.ūñgā

lekin ik tasvīr sambhālī saktī hai

zehn baḌā saffāk musavvir ho saktā hai

saañs talak zanjīr meñ Dhālī saktī hai

aisā ho to dastar-ḳhvān khulā kar denā

chuTkī meñ ghar bad-halī saktī hai

jis par baḌe baḌoñ ne haath khaḌe kar Daale

do hoñToñ se baat sambhālī saktī hai

vahāñ vahāñ par diip jalāne saktā huuñ

jahāñ jahāñ par golī gaalī saktī hai

dil mein kitni wahshat pali ja sakti hai

beach ki koi rah nikali ja sakti hai

tere chhoTe se dil mein main kya aaunga

lekin ek taswir sambhaali ja sakti hai

zehn baDa saffak musawwir ho sakta hai

sans talak zanjir mein Dhaali ja sakti hai

aisa ho to dastar-KHwan khula kar dena

chuTki mein ghar ki bad-hali ja sakti hai

jis par baDe baDon ne hath khaDe kar Dale

do honTon se baat sambhaali ja sakti hai

wahan wahan par dip jalane ja sakta hun

jahan jahan par goli gali ja sakti hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now