Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mera ghabraata hai

Aadarsh Dubey

dil mera ghabraata hai

Aadarsh Dubey

MORE BYAadarsh Dubey

    dil merā ghabrātā hai

    jab jab duur vo jaatā hai

    vo patthar barsāte haiñ

    kaun unheñ bahkātā hai

    dil meñ kabūtar uḌte haiñ

    jab bhī nazar aatā hai

    vo har dam ignore kare

    itnā kyoñ taḌpātā hai

    kah ke mujh ko harjā.ī

    aaj talak pachhtātā hai

    dil mera ghabraata hai

    jab jab dur wo jata hai

    wo patthar barsate hain

    kaun unhen bahkata hai

    dil mein kabutar uDte hain

    jab bhi nazar tu aata hai

    wo har dam ignore kare

    itna kyon taDpata hai

    kah ke mujh ko harjai

    aaj talak pachhtata hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now