Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil se dil tak koi bhi to rasta nikla na tha

Basheshar Nath Kanwal Panipati

dil se dil tak koi bhi to rasta nikla na tha

Basheshar Nath Kanwal Panipati

MORE BYBasheshar Nath Kanwal Panipati

    dil se dil tak koī bhī to rāsta niklā na thā

    tere mere darmiyāñ dīvār thī pardā na thā

    gayā thā koī saare dasht haryāliyāñ

    duur tak panchhī na thā mīloñ harā patta na thā

    koī sāvan jam gayā thā mujh meñ patthar tarah

    mujh se jo bādal uThā vo umr bhar barsā na thā

    dil se dil tak koi bhi to rasta nikla na tha

    tere mere darmiyan diwar thi parda na tha

    pi gaya tha koi sare dasht ki haryaliyan

    dur tak panchhi na tha milon hara patta na tha

    koi sawan jam gaya tha mujh mein patthar ki tarah

    mujh se jo baadal uTha wo umr bhar barsa na tha

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now