din bhi hai raat bhi hai mere sath
din bhī hai raat bhī hai mere saath
tarah meñ sādgī hai mere saath
dil-rubā dil-lagī hai mere saath
is liye āgahī hai mere saath
raat bhī jāgtī hai mere saath
ġham sarāsar ḳhushī hai mere saath
aarzū nāchtī hai mere saath
shā.irī manchalī hai mere saath
āshnā ajnabī hai mere saath
ik anokhī hañsī hai mere saath
vaqt kī ḳhāmushī hai mere saath
ek bastī basī hai mere saath
din bhi hai raat bhi hai mere sath
tarah mein sadgi hai mere sath
dil-ruba dil-lagi hai mere sath
is liye aagahi hai mere sath
raat bhi jagti hai mere sath
gham sarasar KHushi hai mere sath
aarzu nachti hai mere sath
shairi manchali hai mere sath
aashna ajnabi hai mere sath
ek anokhi hansi hai mere sath
waqt ki KHamushi hai mere sath
ek basti basi hai mere sath
- Book : اردو غزل کا مغربی دریچہ(یورپ اور امریکہ کی اردو غزل کا پہلا معتبر ترین انتخاب) (Pg. 218)
- Publication : کتاب سرائے بیت الحکمت لاہور کا اشاعتی ادارہ
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.