Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

din Dhale ka ye talluq KHwab sa rah jaega

Aftab Navab

din Dhale ka ye talluq KHwab sa rah jaega

Aftab Navab

MORE BYAftab Navab

    din Dhale ye ta.alluq ḳhvāb rah jā.egā

    ham chale jā.eñge aur jāgtā rah jā.egā

    fāsle āfāq ko le kar kahīñ kho jā.eñge

    kā.enātoñ ke tasarruf meñ ḳhalā rah jā.egā

    kuuñj dariyā choñch meñ bhar kar havā ho jā.egī

    pāniyoñ dāstāñ-go dekhtā rah jā.egā

    jāgte jangal meñ kho jā.eñgī pariyāñ ḳhvāb

    muntazir nīñdoñ darvāza khulā rah jā.egā

    zād-e-rah meñ rakh le sūraj bāñdh kar chāhe 'navāb'

    shām-nagrī taraf jo bhī chalā rah jā.egā

    din Dhale ka ye talluq KHwab sa rah jaega

    hum chale jaenge aur tu jagta rah jaega

    fasle aafaq ko le kar kahin kho jaenge

    kaenaton ke tasarruf mein KHala rah jaega

    kunj dariya chonch mein bhar kar hawa ho jaegi

    paniyon ka dastan-go dekhta rah jaega

    jagte jangal mein kho jaengi pariyan KHwab ki

    muntazir nindon ka darwaza khula rah jaega

    zad-e-rah mein rakh le suraj bandh kar chahe 'nawab'

    sham-nagri ki taraf jo bhi chala rah jaega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now