din-raat uske hijr ka dimak lage lage
din-rāt us ke hijr kā dīmak lage lage
dil ke tamām ḳhāne mujhe khokhle lage
mahfil meñ naam us kā pukārā gayā thā aur
sab log the ki merī taraf dekhne lage
afsos fikr-e-jāñ hī nahīñ rahtī hai hameñ
afsos aap jaan hameñ mānñe lage
jo kahte the koī tujhe Thukrā na pā.egā
jab baat ḳhud pe aa.ī to vo sochne lage
maiñ aaj tak na Thiik se ḳhud ko samajh sakā
ik hī dafa meñ aap mujhe jānñe lage
din-raat us ke hijr ka dimak lage lage
dil ke tamam KHane mujhe khokhle lage
mahfil mein nam us ka pukara gaya tha aur
sab log the ki meri taraf dekhne lage
afsos fikr-e-jaan hi nahin rahti hai hamein
afsos aap jaan hamein manne lage
jo kahte the koi tujhe Thukra na paega
jab baat KHud pe aai to wo sochne lage
main aaj tak na Thik se KHud ko samajh saka
ek hi dafa mein aap mujhe jaanne lage
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.