do patthar jis ke lagte phuT ja sar KHun nikal aawe
do patthar jis ke lagte phuT ja sar KHun nikal aawe
Zaka Meer Aulad Mohammad Khan
MORE BYZaka Meer Aulad Mohammad Khan
do patthar jis ke lagte phuuT jā sar ḳhuuñ nikal aave
nihāñ rakkhā hai mere haq meñ sang-e-āstāñ tū ne
ḳhudā ke vāste mat chūknā dil kī nishānī ko
bahut muddat ke pīchhe haath pakḌe hai kamāñ tū ne
'zakā' farmāñ-barī ke amr meñ be-uzr banda hai
mukarrar is suḳhan kā kar liyā hai imtihāñ tū ne
do patthar jis ke lagte phuT ja sar KHun nikal aawe
nihan rakkha hai mere haq mein sang-e-astan tu ne
KHuda ke waste mat chukna dil ki nishani ko
bahut muddat ke pichhe hath pakDe hai kaman tu ne
'zaka' farman-bari ke amr mein be-uzr banda hai
mukarrar is suKHan ka kar liya hai imtihan tu ne
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.